Ashma jammi se milta dikhta tha
dikhta tha sachh me kaha tha.
Unse meri muhabbat kamal ki thi
Milana usaka kismat me kaha tha.
Kiske liye bahate rahe ashk mere
Wah na waha na hi wah yaha tha.
Chalta raha umar bhar sath jiske
Kho jayega yesa lagta kaha tha
0 Comments