Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Ghar ke andar bagwani

आज  हमें शुद्ध वायु भी मिलना मुश्किल हो रहा है।
 Multi storey building Mein Rahane wale Logon ki kya Halat Hogi samajhna bahut hi Aasan hai. Hajaron bimariyan Hamare Aas Paas bikhri padi hai kahan tak unshe bacha Ja sakta hai . Abhi avashyakta Hai Hamen Adhik se Adhik ped paudhe Lagane Ki Taki oxygen vayumandal mein Adhik Ho Air Shuddh prapt kar sake. Hamare ghar ke andar Hi itne zehreelay gas Ban Jaate Hain jinhe samajhna Ham Nahin Chahte Aur samajhkar Hoga Bhi Kya ? Multi storey building mein ped paudhe ke liye Jagah hai kahan ?
Game ab Samajh Mein Aaya Hai Ki Kya Kuch Aise plant hai Jo Bina dhup ke ya kam dhup mein rakhe Jaye. Kya unhen Ham apne ghar mein Laga kar Rakh sakte hain.

Multistory building mein dhup ki to Kami rahti hi hai. Shuddh Hawa ki bhi Kami hoti hai issue  Hamare paudhe Dur karte hain aur Hamare gharon mein Jahrili gas ko Bahar nikaalte Hain .

Main aapse aise hi plants ke Naam share karne ja rahi hun. Jo low light mein bhi survive kar lete hain. Aur Hamare ghar me Hamen oxygen pradan Karte Hain.

Plants :-  Ka Naam Jaan Lete Hain Jo Low light mein aasani se Lagaye Ja sakte hain

1 एलोवेरा २ English levy ३ एयर प्लांट Tillandsia 4 pothos 5 Chinese evergreen  6 arrowhead syngonium 7 ZZ plant 8 African spear 9 swedish Lvy 10 money plant 11 creapping charli 12 snake plant 13 philodendron 14 polka Dot plant 15 spider plant 16 peace Lily 17 Boston fern

17 low light plants

Post a Comment

0 Comments